Lyrics Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar

Mera Dil Yeh Pukare Aaja

(aa ja, aa ja...

mera dil yeh pukaare aa ja, mere ghum ke sahaare aa ja

bhiga bhiga hain sama, ayise me hain too kaha?

too nahee toh yeh rut yeh hawa kya karu

dur tujhase mai rahake bata kya karu

suna suna hain jahaan, abb jaau mai kaha

bas itana mujhe samajha ja

aandhiya woh chalee, aashiya lut gaya

pyaar ka muskuraata jahaan lut gaya

yek chhotee see jalak, mere mitane talak

o chaand mere dikhala ja